Posted June 13, 2009 by popri
toot kar chaha tha jis ko hum nay, usi zalim nay hm ko tora hai, jis ko panay ki tammana ki thi hm nay, usi sundil nay hm ko chora hai, hm nay ki thi jis k nam apni sari wafa , janay ku usi baywafa nay hm say mu mora hai, janay ku maan nahi saktay us ko baywafa, janay ku kar nahi saktay ussay daga, hm ko yaqeen hai kuch tu ho gi waja, tabhi tu us haseen chahray nay hm ko tanha chora hai,



